admin
Admin
|
# Posted: 31 Dec 2009 10:52
Reply
1) Shaor-e-Subh-e-Azal ko Hussain Kehte Hain, Amal k Husn-e-Amal ko Hussain Kehte Hain, Hussain-o-Minni pe ruk Mat Minal Hussain bhi parh, Rasool Apne hi kal ko Hussain Kehte Hain.
2) Wo jis ne apny Na Na ka wada wafa kar dia Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar dia Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam Us "Hussain Ibne-Ali" par lakhon salam
Allahumal An' Katalatal Husain (as), Wa Ashabehi Wa Auladehi Wa Aabaehi.
Mai Kya Batau ke kya kya mere Husein (as) ka hai, Har ek shai hai Khuda ki, Khuda Husein (as) ka hai
|